kar de ek chota eahsaan mujh par
karde apne ap ko qurbaan mujh par
ek tera pyaar jeena ka sabab ban gaya
na raha ab khud ka ikhtiyar mujh par
subah hoti hai shaam dhalti hai
hansti hai ab to har baat mujh par
ho gaya apne app se door `Arhaan ` itna
tere pyaar ne kar diya ye ehsaan mujh par

No comments:
Post a Comment