About this blog

Love is giving all of yourself, everything, with no hope or expectation of return."

Showing posts with label i love u duffer. Show all posts
Showing posts with label i love u duffer. Show all posts

Sunday, June 6, 2010

Tere Dil mein meri saanson ko panah mil jaaye....


E Khuda Aaj Ye Faisla Karde,
Use Mera ya Mujhe Uska Karde.

Bahut Dukh Sahe He Maine,
Koi Khusi Ab Toh Muqadar Karde.

Bahot Muskil Lagta Hai Usse Duur Rehna,
Judai Ke Safar Ko Kum Karde.
Jitna Duur Chale Gaye Woh Mujhse,
Use Utna Kareeb Karde.
Nahi Likha Agar Nasib Me Uska Naam,
To Khatam Kar Ye Zindagi aur Mujhe
FANAA Karde.

Use Chahne Ki Khata!!!!!


Main lafzon se kuch bhi izhaar nahi karti
Iska matlab ye nahi ke main us se
pyaar nahi karti
Chahti hu main use aaj bhi
Par uski soch mein apna waqt bekaar nahi karti

Tamasha na ban jaye kahin mohabbat meri
Isliye apne dard ka izhaar nahi karti
Jo kuch mila hai usi mein khush hu main
Uske liye khuda se taqrar nahi karti
Par kuch to baat hai uski baaton mein
Varna use chahne ki khata baar baar nahi karti

I Still LOVE Uuuuu nd I will always Love Uuuu Duffer!!!!

Sunday, May 23, 2010

Mera Pyar.....


Wo Din Bhi Kya Hassin The Jab Ham Tum Dono Karib The
Hazaaron Kheel Uthi Kalian Jab Tere Mere Dil Karib The


Jahan Ka Dar Na Ruswai Ka Na Dar Tha Khudase Koi
Wo Kesa Ishq Ka Junuon Tha Wo Kesa Mera Habib Tha

Ajib Wo Zindgi Thi Ajib Thi Wo Ladaiyan
Gadhi Bhar Me Wo Ruthna Do Pal Me Wo Manna


Wo Kesa Bachpan Tha Wo Bachpan Ka Piyar Tha
Wo Kesa Chulbula Yar Tha Wo Kesa Mera Piyar Tha


Wo Yad Ate Hei Din Mujhe Wo Jo Mera Phla Piyar Tha
Na Wo Piyar He Na Wo Bach Pana Hai Yaddyi Abto Ye Khyal Tha



Wo Kesa Mera Piyar Tha Wo Kesa Mera Yaar Tha

Monday, April 12, 2010

Mujhy jeenay ki umeed dobara day do

Mujhy jeenay ki umeed dobara day do,
Meri doobti kashti ko kinara dy do,


Main dard k sahil pay tanha khara hun,
Phir aa k apni baahon ka sahara day do,


Tera daaman to bhara hay sitaron say,
Mujhy sadqay may ik sitara day do,


Mery aangan my aj andhera ha bohat,
Meri dehleez ko phir apna nazara dy do,


Chund lamhy tujhy dekhnay ki hasrat hay bas,
My nay kab kaha waqt apna mujhy sara day do