shareefo ko q sataati hai duniya.. aashiqo ko q rulaati hai duniya... zindagi me kya kasar thi baaki...? jo marne k baad bhi jalati hai duniya...
nafrat hain tumko.......
Nafrat hain tumko hum sey, par dua

din raat hai dil rota
din raat hai dil rota bhula diya tune mujhe itni jaldi maine mana tha tujhe apni har khushi kash tne mere pyaar ko samjha hota kar dete tere liye kurbaan zindagi ae humnashi
Zakhm......
Har phool ki ajab kahani hai,
chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.

chup rehna bhi pyar ki nishani hai,
kahin koi zakhm nai phir bhi kyun dard ka ehsas hai,
lagta hai dil ka ek tukda aaj bhi uske paas hai.
toota dil.......
Koi fariyaad karta hain dil aaj bhi unse milne ki....... Koi ans lagi hain dilme aaj bhi unse milne ki..... Par apni kismat itni futi nikli ke kya bataien....... ke hume izajat bhi nehi hain unki surat tak dekhne ki........
andha pyaar....
kisi ne kaha pyaar anda hota hai
koi kahe pyaar sirf gham deta hai
kisi ki na maani aur kar liya maine pyaar, sajna
ro rahi hoon tabse jabse kiya hai tune inkaar, sajna
koi kahe pyaar sirf gham deta hai
kisi ki na maani aur kar liya maine pyaar, sajna
ro rahi hoon tabse jabse kiya hai tune inkaar, sajna
Kabhe gamo ki barsat...........
yeh zindagi bari ajeeb si,kabhe gulzar si,kabhe bezar si,kabhe khushi hamaray sath sath,kabhe gamo ki barsat si,kabhe tufano mai bhi hein rastay,kabhe manzilon ka pata nahi,kabhe do kadam pe hai zindagi,kabhe sadiyo intezar si,kabhe har lamha imtehan hai,kabhe bin mangay inam hai,kabhe kuch nahi,kabhe sub kuch si.............ye zindagi bari ajeeb si
No comments:
Post a Comment